Dukh Day Kar Sawaal Kartay ho,
Tum Bhe Ghalib Kamal Krty Ho
Daikh Kar Pooch Liyaa haal Mra
Chalo Kuch tou Khayaal Kartay ho..
Shehar -e- Dil may Ye Udaasiyaan Kaisi
Ye Bhe mujh say Sawaal Kartay ho
Marnaa Chaahain tou mar nahe Saktay,
tum Bhe Jeenaa muhaal Kartay ho..
ab Kiss Kiss Ki misaal Doon tum Ko
Har Sitam Be Misal Krtey Ho..
Recent Posts
0 comments:
Post a Comment